Posts

Nayi kahani aur Naye kirdaar | Poem | BluePencilSharpner

Image
Aur bohot kuch khoya maine pichle saal Kayi kahaniya adhoori chod di  Kayi kirdaaro se mulakate reh gyi Kuch raste adhoore chod aaya  Aur kuch mazilon tak pohonch nhi paaya Kuch is tarah ek aur baar wo sab  bas thoda thoda kar ke aagya  Ha kuch kirdaaro k jaane ka dukh bhi hai  Par mujhe yakeen hai unki kahani me mera krdaar bas yahi tak tha Manzil dhundne nikla tha  jab kuch naye kirdaar  Raste se utha ke jeb me bhar liye maine Bohot baate bhi hui unse Kafi hasi mazak aur zindgi ki smajh bhi mili  Ye samaj me aaya ki kya zaruri hai aur kya zarurat hai Kya samjhdaari hai aur kya samajh Kya nirnay hai aur kya bhagya Soch raha hu ki ye naya saal kuch alag jeeyunga  Kuch naye raaste bhi uthaunga is baar  Aur is baar manzil tak ka safar tay krna hai mujhe Jo kho gaya so kho gaya  Aur jo mil gaya wo mera Is saal k pehle din k saath  ek naye safar ki shuruwat kr raha hu main Kuch naye kuch purane kirdaar honge is baar kahani main Kuch nyi kahaniya bhi hongi  Aur is baar kahani pe niyantran b

Kashi ki Kahani | Poem | BluePencilSharpner

Image
Mulakaat hui aakhir kaar usse meri Baithi thi ghaat k kinaare  Kisi ki pratiksha krte hue Na naam pata na koi jaankaari thi uski Baith gaya uska paas jaake  Kaafi kuch bataya use maine apni zindgi ki baare me  Ki kya kahaniya hai meri  kya jee raha hu main kya kar raha hu is nagri me  is ghaat k paas Kuch na bola usne Mano khamosh thi wo  Muskura kar bas dekhti rahi  Us dhamakte diye ki roshni ko pani me jaate hue Ek lambi saans bharke apna samaan smatete hue  mujhe dekha aur boli “Baat ye nhi tum yaha aaye, Baat ye ki tum abhi bhi yaha ho. Rishta hai tumhara is nagri si,  Baandh liya hai tumhe is chamak ne. Ye jo keh rahe the tum, Apni zindgi k baar me. Zara lambi saans to leke btao  Zinda kaha ho tum? Kya ye zinda, zinda hai Ya wo zindgi zinda hai. Aksar ajati hui is ghaat k paas Maathe pe chandan lagake. Ek haath me ghat ka pani leke  khudke sar pe chadha leti hui Dhalte suraj k saath ek aur alvada kehjaati hu. Jab bhi lage ki kahani adhori hai

Questions ? | You need to ask | BluePencilSharpner

Image
Wondering over the possibility of a better tomorrow Looking for the answers to what people say Asking people about what you think And waiting for their answers to be somehow similar to what you think it should be You are trapped in a room Waiting for the doom to happen Thinking that you can just restart So that you can make all the choices again The right ones But is it fair, Is it fair to know the things before they actually happen? Everything you do today The choices you make Creates a ripple effect Causes a series of events that were supposed to happen And you are the root of those chain events Questions you ask Answers you get Everything The answers are supposed to be different Cause people are different  We live in different worlds  In the same surrounding, we breathe different air We walk different roads The question is not why we’re different The question is how different we’re And if you think about the same things. Then maybe we’re not that different after all. Any question? -

Cycle of Life | A tale to remember | BluePencilSharpner

Image
The beginning. It all starts with a rain drop, falling all the way from sky. Almost coming in contact with chosen leaf of the tallest tree in the jungle. And that is how it all begins. Life is so similar to that drop of rain, when it finds a way to the ground, by going through all the leaves it could touch. Almost as similar to the way we touch people’s lives. The beginning is the part of everyone’s story which only few remember. The story when they took their first deep breath in the outer world. The little soul of yours, always fears to go out, to step out there and actually understand what’s it like to be there. My favourite quote from “The lord of the ring” is what Bilbo Baggins tells Frodo Baggins , “It’s a dangerous business Frodo, going out your door, you step onto the road, and if you don’t keep your feet, there’s no knowing where you might be swept off” And that is the most beautiful truth I have ever heard. The root of your adventure is not actually the moment wh